Link Back To Madhu's Home Page
Link Back To Favorite Male Singers
Devdas (1935) starring Kundan Lal Sehgal, Raaj Kumari, Sitara Devi, Pahari Sanyal, Jamuna, Nimmo & A. H. Shorey.
Producer: New Theatres
Director: P. C. Barua
Lyrics: Kedar Sharma
Music Director: Timir Baran
baalam aaye baso more mann mein
lyrics for baalam aaye baso more man me.n. saavan aayaa tum na aaye. tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye. man me.n more huuk uThat
jab koyal kuukatii ban me.n. baalam aaye baso more man me.n.
lyrics for chhuTe asiir to badlaa huaa zamaanaa thaa. na phuul the na chaman thaa na aashiyaanaa thaa.
dukh ke ab din beetat naahi dukh ke
lyrics for dukh ke ab din biitat naahii. sukh ke din the ek svapan thaa. ab din biitat naahii more ab din biitat naahii. dukh
ke ab din biitat naahii.
Dharti Mata (1938) starring Kundan Lal Sehgal, Uma Devi, Jagdish Sethi, Kamlesh Kumari, Nawab, Nimmo & K. C. Dey.
Producer: New Theatres
Director: Nitu Bose
Lyrics: Sudarshan
Music Director: Pankaj Mallick
duniyaa rang rangeeli baabaa
group song by K. C. Dey, Uma Shashi & K. L. Sehgal in that order. This is the movie version.
duniyaa rang rangeeli baabaa
group song by Pankaj Mallik, Uma Shashi & K. L. Sehgal. This may have been the gramaphone version. In those days it was
not unusual to have separate movie and gramaphone versions.
kis ne kis ne ye sab khel rachaayaa
lyrics for kis na, kis ne yah sab khel rachaayaa kis ne yah sab saaj sajaayaa. apne aap sabhii kuchh kar ke apnaa aap chhupaayaa,
apanaa aap chhupaayaa, kis ne.
mann kee baat bataaun mai mann kee
Dushman (1939) starring Kundan Lal Sehgal, Devbala, Kamlesh Kumari, Leeladas, Najmul, Nawab, Nimmo & Prithviraj Kapoor.
Producer: New Theatres
Director: Nitin Bose
Lyrics: Arzoo Lucknavi
Music Director: Pankaj Mallick
karuun kyaa aas niraas bhayi
lyrics for karUN kyA aas niraas bhaI. diyA bujhe phir se jal jaaye, raat andherI jAye din Aye, miTtI Aas hai jyot ankhiyan
kI, samjho gayi to gayi.
Lyrics in Hindi for karuu.N kyaa aas niraas bhaii.
man darpan hai ye jag saaraa
lyric for man darpan hai ye jag saaraa:
Sitam the zulm the, AeyAey aafat ke i.ntazaar ke din
hazaar shukr ke dekhe.nge ab bahaar ke din \-2
aawaaz kii duniyaa ke dosto
mai.n zaraa der se pahu.Nchaa
is ke liye mujhe afsos hai
lekin aaj aap logo.n ko ek bil\-kul
nayaa gaanaa sunaataa huu.N
ready
aa ha aaha haa haa haa haa
man darapan hai jag saaraa, ye jag saaraa
man darapan hai jag saaraa
man andhiyaaraa, jag andhiyaaraa
man darapan hai jag saaraa
aa ha aaha haa haa haa haa
ulTii hai ye Gyaanii duniyaa dukh kaa sukh kaisaa \-2
sukh kaa dukh kaisaa
aisaa
aa.Nkho.n me.n til jaise kaalaa \-2
ruup andheraa
ruup andheraa kaam ujaaraa
man darapan hai jag saaraa
BeNind Aaaye, kaise soye.n \-2
kaam kiye bin naahii.n hoye,
Moorakh, Kiski Naiyaa Kaun khevaiyaa
Aap khevaiyaa Apni Naiya
Dand uthale maajhii ban jaa \-2
Vo hai kinaaraa, ye hai dhaaraa \-2
Link to video on Youtube for man darpan hai
pyaari pyaari suuraton moh bhari
lyrics for pyaarii pyaarii suuraton, moh bharii muuraton. des se pardes me.n tumharaa sandesaa aaye hai. tan se bhii man se
bhii jaise khiNchaa jaaye hai. madad karo. madad karo. tum sang aa jaayenge.
Karwan-e-Hayaat (1935) starring Kundan Lal Sehgal.
Lyrics: Mirza Asadullah Khan "Ghalib"
Music Director: Mihir Kiran Bhattacharya
dil se teri nigaah jigar tak utar
lyrics for dil se terii nigaah jigar tak utar gayii. donon ko ik adaa me.n razaamand kar gayii.
hairat-e-nazaaraa aaKhir ban gayiin
lyrics for hairat-e-nazaaraa aaKhir ban gayiin raanaaiyaan. Kaak ke zarron me.n aatii hain nazar gulzaariyaan.
Karorpati (1936) starring Kundan Lal Sehgal.
Lyrics: Kedar Sharma
Music Director: R. C. Boral
jagat mei prem hi prem bharaa hai
lyrics for jagat me.n prem hii prem bharaa hai. binaa prem yahaa.N kachhu na dharaa hai.
Kurukshetra (1945) starring Kundan Lal Sehgal
Lyrics: Jamil Majahara & Majrooh Sultanpuri
Music Director: Pandit Ganpat Rao
aayi hai tu to kaise dil apna dikha
lyrics for aayii hai tuu to kaise dil apnaa dikhaauuN mai. aaNkhon ko tere vaaste kyuuN kar bichhaauuN mai.
kidhar hai tuu ai meri tamannaa
lyrics for kidhar hai tuu ai merii tamannaa. chiraag abhii thaa mere jalaa jaa. mere andhere kii roshnii ban is ujDii mandir
me.n merii aajaa.
mohabbat ke gul haay taar goondhtaa
lyrics for mohabbat ke gul_haa-e-tar guuNdhtaa huuN. rashk-e teraa haar rashk-e-qamar guuNdhtaa huuN.
tu aa gayi dil ki tamanna jaag uthi
lyrics for tuu aa gayii. dil kii tamannaa jaag uThii, haa.N jaag uThii. dil kii tamannaa jaag uThi. Kaabon kii duniyaa jaag
uThii. har shaaK mein phuul aa gayii. phuulon me.n Khushbuu aa gayii, tuu aa gayii.
Lagaan (1941) starring Kundan Lal Sehgal, Kanan Devi, Jagdish Sethi & Nawab.
Producer: Omkar Enterprises
Director: Nitin Bose
Lyrics: Arzoo Lucknavi
Music Director: R. C. Boral
hutt gayi lo kaari ghataa
lyrics for haT gayii lo kaalii ghaTaa, chhiTak rahe taare.
kaahe ko raad machaai chhodo bhi ye
lyrics for kaahe ko raa.D machaaii. chhoDo bhii yah niThuraaii. kaahe ko raa.D machaaii.
mai sote bhaag jagaa duungaa mai
lyrics for mai sote bhaag jagaa duuNgaa. mai jaage bhaag sulaa duuNgaa. mai sote bhaag jagaa duuNgaa.
ye kaisa anyay daata ye kaisa anyay
lyrics for yah kaisaa anyaay daataa yah kaisaa anyaay. meraa bantaa kaam bigaD kar bigDe kaam banaaye. beDaa paar lagaaye
daataa beDaa paar lagaaye.
My Sister (1944) starring Kundan Lal Sehgal, Sumitra Devi & Nawab.
Producer: New Theatres
Director: Hem Chander
Lyrics: Bhushan
Music Director: Pankaj Mallick
ai qatib-e-taqdeer mujhe itna bataa
lyrics for ai qaatib-e-taqadiir mujhe itanaa bataa de.
lyrics in Hindi for ai qaatib-e-taqadiir mujhe itanaa bataa de.
chhuupo naa o pyaari sajaniyaa
lyrics for chhupo na chhupo na o pyaarii sajaniyaa hum se chhupo na chhupo na. baaNki rasiilii hamaarii sajaniyaa, hum se
chhupo na chhupo na. sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa, hum se chhupo na chhupo na.
do naina matware tihare hum pe zulm
lyrics for do nainaa matavaare tihaare, ham par zulm kare.
lyrics in Hindi for do nainaa matavaare tihaare, ham par zulm kare.
hay kis but ki mohabbat me giraftar
lyrics for haay! kis buut kii muhabbat me.n giraftaar hue. zindagii kalp huI jiine se bezaar hue.
Omar Khayyam (1946) starring Kundan Lal Sehgal, Suraiya & Wasti
Producer: Murari Pictures
Director: Mohan Sinha
Lyrics: Safdar 'Aah'
Music Director: Iqbal Mohammed
allaa huu khaiyyaam hai allaa waala
lyrics for allaa huu. khaiyyaam hai allaa waalaa matawaalaa allaa huu.
hare bhare baag ke phool pe rijhaa
lyrics for hare bhare baaG ke phuulon pe riijhaa khaiyyaam. haaN taaron kaa shaidaa huaa.
Parwana (1947) starring Kundan Lal Sehgal, Suraiya, Najma Nazir & K. N. Singh.
Producer: Jeet Production
Director: J. K. Nanda
Lyrics: D. N. Madhok
Music Director: Khurshid Anwar
jeene kaa dhang sikhaaye jaa
lyrics for ek phuul hans ke baaG me.n kaliyaaN khilaaye jaa. shabanam ke ashk apnii haNsii me.n chhupaaye jaa. jiine kaa Dhang
sikhaaye jaa. kaaNTon kii nok par khaDaa muskuraaye jaa. jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa.
mohabbat mei kabhi aisi bhi haalat
lyrics for mohabbat me.n kabhii aisii bhii haalat paayii jaatii hai. tabiiyat aur ghabaraatii hai jab bahalaayii jaatii hai.
tuut gaye sab sapne mere, tuut gaye
lyrics for TuuT gaye sab sapne mere, TuuT gaye. TuuT gaye sab sapne mere. yah do nainaa saavan bhaadon, barse shaam savere.
us mast nazar pe padii jo nazar
lyrics for us mast nazar pe paDii jo nazar kajre ne kahaa mat dekho idhar. maine kahaa mai to dekhuuNgaa. kajre na kahaa dekho
jii magar ai jii ulajh na jaanaa. kahiin ulajh na jaanaa, kahiin ulajh na jaanaa. dekho jii kahiin ulajh na jaanaa.
President (1937) starring Kundan Lal Sehgal, Kamlesh Kumari, Leela Desai & Prithvi Raj.
Producer: New Theatres
Director: Nitin Bose
Music Director: R. C. Boral
ek banglaa bane nyaaraa rahe jis me
lyrics for ek baNglaa bane nyaaraa rahe kumba jis me.n saaraa.
lyrcs in Hindi for ek baNglaa bane nyaaraa rahe kunba jis mei saaraa
na koi prem ka rog lagaaye
prem ka is jag mein
lyrics for prem kaa hai is jag me.n panth niraalaa. prem to hai is duniyaa me.n kaaraN duHkh kaa. premii ko hotaa hai anubhav
sukh kaa. shiital pavan hai us ko prem kii jvaalaa. prem kaa hai is jag me.n panth niraalaa.
Pujarin (1936) starring Kundan Lal Sehgal, Chandra, K. C. Dey & Pahari Sanyal.
Producer: International F Craft
Director: Prafulla Roy
Music Director: Timir Baran
jo beet chuki so beet chuki
lyrics for jo biit chukii so biit chukii. ab us kii yaad sataaye kyon. jo biit chukii so biit chukii.
piye jaa piye jaa zindagi kaa gham
lyrics for piye jaa, aur piye jaa. zindagii kaa Gam khaaye terii balaa.
Puran Bhagat (1933) starring Kundan Lal Sehgal, Uma Devi, Anwari, K. C. Dey & Kumar.
Producer: New Theatres
Director: New Theatres
Music Director: R. C. Boral
avsar beeto jaat praani tero
lyrics for haaN ausar biito jaat praanii tero. ausar biito jaat. haaN is kaal kii heraa-pherii me.n. tero ausar biito jaat.
bhaju mai to bhav se shri giridhari
lyrics for bhajuu mai to bhaav se shri giridhaarii hiriday me.n, ab puN hai kR^ishhN naam kii pyaarii.
din niike biite jaate hain sumiran
lyrics for din niike biite jaate hain sumaran kar siyaaraam naam.
radhe rani de daaro na bansuri mori
lyrics for raadhe raanii de Daaro naa baansurii morii re
Shah Jahan (1946) starring Kundan Lal Sehgal, Ragini & Rehman.
Director: Abdul Rashid Kardar
Music Director: Naushad
Producer: M. R. Achrekar
chaah barbaad karegi hame malum na
lyrics for chaah barbaad karegii hame.n maaluum na thaa. rote rote hii kaTegii hame.n maaluum na thaa.
gham diye must-a-quil kitna naazuk
Lyrics for Gam diye mustaqil, kitnaa naazuk hai dil, ye na jaanaa. haay haay ye zaalim zamana.
Lyrics in Hindi for am diye mustaqil, kitnaa naazuk hai dil, ye na jaanaa. haay haay ye zaalim zamana.
jab dil hi tuut gaya hum jee ke kya
lyrics for jab dil hii TuuT gayaa, hum jii ke kyA karenge, hum jii ke kyA karenge, jab dil hii TuuT gayaa.
lyrics in Hindi for jab dil hii TuuT gayaa hum jee ke kya karenge.
Street Singer (1938) starring Kundan Lal Sehgal & Kanan Devi.
Director: Phani Majumdar
Lyrics: Arzoo Lucknavi
Music Director: Rai Chand Boral
babul moraa naihar chhuuto jaaye
lyrics for baabul moraa, naihar chhuuTo hii jaaye
jeevan been madhur naa baaje jhoote
lyrics for jiivan biin madhur na baaje jhuuThe pa.Dh gaye taar. bigaDe kaaTh se kaam bane kyaa megh baje na malhaar. pancham
chheDo madhyam bole kharaj bane gandhaar. biin ke jhuuThe pa.Dh gaye taar. jiivan biin madhur na baaje jhuuThe pa.Dh gaye
taar. biin ke jhuuThe pa.Dh gaye taar.
Tadbir (1945) starring Kundan Lal Sehgal, Suraiya, Mubarak, Rehana Sultan, Shalini, Jillo & Shashi Kapoor (as a child
star perhaps).
Producer & Director: Jayant Desai
Lyrics : Swami Ramanand
Music Director: Lal Mohammed
hasraten khamosh hain & aah betasir
lyrics for hasraten khamosh hain aur aah betaasir hai. taqdiir hai ruuThii huii, bekaar har tadbiir hai. hasraten Kaamosh
hain aur aah betaasir hai.
janam janam ka dukhiya praani aayaa
lyrics for janam-janam kaa dukhiyaa praaNii, aayaa sharaN tihaarii. bhagavan, aayaa mai aayaa.
mai kismat ka maaraa bhagwaan
lyrics for mai kismat kaa maaraa bhagavan, mai kismat kaa maaraa. jag me bhaTak-bhaTak ke haaraa bhagavan
mai panchhi aazaad meraa kahin duur
lyrics for mai panchhii aazaad meraa kahiin duur Thikaanaa re. us duniyaa ke baaG me.n meraa aanaa jaanaa re.
Yahudi Ki Ladki (1933)starring Kundan Lal Sehgal, Amar, Ghulam Mohd, Hameed, Krishna Kumari, Kumar, Nawab, Prem Lala, Ratna
Bai & Tara.
Producer: New Theatres
Director: P. Attorny
Music Director: Pankaj Mallick
laakh sahi haan pee ki batiyaan ek
lyrics for laakh sahii haaN pii kii batiyaaN, ek sahii naa jaaye. haaN-haaN ek sahii naa jaaye.
lag gayi choT karejwaa mei hay Rama
lyrics for lag gayi choT karejwaa me.n haay raamaa lag gayi choT karejwaa me.n haay raam, lag gayi choT. nainon ke tiir mohe
maar gayo sainyaaN. o lag gayi choT karejwaa me.n haay raam, lag gayi choT.
nuktachin hai gam-e-dil usko sunaye
lyrics by Mirza Ghalib
lyrics for nuktaachiin hai, Gam-e-dil us ko sunaaye na bane. kyaa bane baat jahaaN baat banaaye na bane.
ye tasaruff allah tere maikhane mei
lyrics for ye tasarruf allah allaah tere maikhaane me.n hai. aql kii sab kota_kaarii tere diivaane me.n hai.
Zindagi (1940) starring Kundan Lal Sehgal, Ashalata, Bikram Kapoor, Jamuna & Nimmo.
Producer: New Theatres
Director: P. C. Barua
Lyrics: Kedar Sharma
Music Director: Pankaj Mallick
deewana hoon raahat se mai begaanaa
lyrics for ai diivaanaa huuN, diivaanaa huuN, raahat se mai begaanaa huuN.
so ja rajkumari so ja so ja mai
lyrics for so jaa raajakumaarii so jaa
lyrics in Hindi for so jaa raajakumaarii so jaa.
still need mp3 for following song from Devdas:
chhuTe asiir to badlaa huaa zamaanaa thaa. na phuul the na chaman thaa na aashiyaanaa thaa.
If you can provide please send mp3 to Madhu_90210@yahoo.com
Thanks in advance.
Need to add following song from Tansen:
rumjhum rumjhum
|